फैज़ शायरी | faiz ahmed faiz shayari

faiz ahmed faiz shayari in hindi

duniya ne teri yaad se begana kar diya
tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgar ke

faiz best poetry,
faiz ahmed faiz love shayari in hindi,
faiz ahmad faiz sher,
faiz ahmad faiz romantic poetry,
faiz ahmed faiz famous poetry

aap ki yaad aati rahi raat bhar, chandni dil dukhati rahi raat bhar

vo aa rahe hain vo aate hain aa rahe honge
shab-e-firaq ye kah kar guzar di ham ne

janta hai ki wo na aenge
phir bhi masruf-e-intizar hai dil

tere qaul-o-qarar se pahle
apne kuchh aur bhi sahare the

है वही बात यूँ भी और यूँ भी
तुम सितम या करम की बात करो

चलो ‘फ़ैज़’ दिल जलाएँ करें फिर से अर्ज़-ए-जानाँ
वो सुख़न जो लब तक आए पे सवाल तक न पहुँचे

na gul khile hain na un se mile na mai pi hai
ajib rang men ab ke bahar guzri hai

kab thahrega dard ai dil kab raat basar hogi
sunte the vo aenge sunte the sahar hogi

uth kar to aa gae hain tiri bazm se magar
kuchh dil hi janta hai ki kis dil se aae hain

be-dam hue bimar dava kyuun nahin dete
tum achchhe masiha ho shifa kyuun nahin dete

faiz ki shayari

faiz ahmad faiz famous poetry,
faiz romantic poetry
faiz ki shayari

faiz ahmed faiz romantic shayari

saari duniya se duur ho jaae
jo zara tere paas ho baiThe

अब के ख़िज़ाँ ऐसी ठहरी वो सारे ज़माने भूल गए
जब मौसम-ए-गुल हर फेरे में आ आ के दोबारा गुज़रे था

ye daagh daagh ujala ye shab-gazida sahar
vo intizar tha jis ka ye vo sahar to nahin

faiz ahmad faiz shayri

dil se to har mo.amla kar ke chale the saaf ham
kahne men un ke samne baat badal badal gai


best faiz poetry,
faiz ahmed faiz shayari hindi

कब ठहरेगा दर्द ऐ दिल कब रात बसर होगी
सुनते थे वो आएँगे सुनते थे सहर होगी

 faiz ahmed faiz ke sher

ham shaikh na leader na musahib na sahafi
jo khud nahin karte vo hidayat na karenge

khair dozakh men mai mile na mile
shaikh-sahab se jaan to chhutegi

gham-e-jahan ho rukh-e-yar ho ki dast-e-adu
suluk jis se kiya ham ne ashiqana kiya

shayari faiz ahmed faiz

tez hai aaj dard-e-dil saaqi
talkhi-e-mai ko tez-tar kar de

shaikh sahab se rasm-o-rah na ki
shukr hai zindagi tabah na ki

ham sahal-talab kaun se farhad the lekin
ab shahr men tere koi ham sa bhi kahan hai

faiz poetry in hindi

faiz shayari 10
faiz ahmed faiz sad poetry

en lahu jala ho hamara ki jaan o dil
mahfil men kuchh charagh farozan hue to hain

sab qatl ho ke tere muqabil se aae hain
ham log surkh-ru hain ki manzil se aae hain

Leave a Comment